A boy motivational short story - Ek boy ka birthday tha uske papa ne usse birthday ke mauke par four wheeler gift ki. Wah bahut khush hua ki uske papa ne usse four wheeler gift di, wah apne four wheeler par long drive karne ke liye nikal para.
Wah gaari chalate-chalate sapno ki duniya me kho gaya wah sochne laga,"hamari saadi hogi hamare chote-chote bacche honge, mai apne wife aur bacche ko lekar is gaari me baitha kar mauj masti karne ke liye jayenge". Yah sab baat sochte-sochte wah gaari chalate hue bahut dur chala gaya.
Usne apne four wheeler ko road ke kinare lagaya aur foothpah wale ko chai (tea) pilane ke liye bola, jab wah chai pee raha tha tabhi waha khare ek chote bacche us aadmi ko bahut dhyan se dekh raha tha, us aadmi ne bacche ko dekha ki ye baccha hume aise kyu dekh raha hai.
Phir wah baccha us aadmi ke paas aaya aur himmat jutakar bola sir ye aapki gaari hai, us aadmi ne kaha, ha ye meri gari hai. Mere papa ne mujhe aaj hi gift ki hai mere birthday par, wo mujhe bahut pyar karte hai.
Yah baat sunkar us bacche ne kaha sir bahut pyaari gaari hai, bahut mahanga bhi lagata hai, kya mai is par baith sakta hu. Us aadmi ne socha "ye garib baccha hai kabhi four wheeler pe baitha nahi hoga, isileye bol raha hai" phir us aadmi ne kaha baith jao.
Phir khuch der baad us aadmi ne kaha chalo mai tumhe aaj ghuma deta hu apne gaari par, wah baccha khush ho gaya us aadmi ki baat sunkar. Bacche ne us aadmi se kaha sir mai bhi bara hounga bna to mai bhi aisa hi gaari kharidunga. Wo aadmi us bacche ki baat pe mun hi mun socha "ye ladka itna garib hai, ye kaise gaari purchase karega."
Us bacche ne us aadmi se kaha, sir kya aap mere ghar ki taraf ye gaari ke jayenge paas me hi hai. Phir us aadmi ne socha "lagta hai ye apne saare dosto ko dekhayega ki dekho mai four wheeler me ghum raha hu", wo aadmi bola chalo chalte hai tumhari ghar ki taraf.
Uske ghar ke paas wo aadmi gaari leke gaya to baccha bola, sir kya aap khuch minute ke liye ruk sakye hai, mai apne bhai ko leke aata hu, us aadmi ne kaha kyu nahi. Wah baccha apne ghar gaya aur chote bhai ko leke aaya.
Uske chote bhai ka na haath(hand) tha aur na hi pair(leg) tha, wah baccha gari wale se bola sir maine jo aapko bola tha ki mai bare hokar gaari kharidunga. Wo apne bhai ke liye bola tha, ki mere bhai ko koi dikkat na ho, aur ye gaari me baithkar duniya dekhe.
Us aadmi ki jitna armaan tha wo sab bhool gaya, us bacche ke prati jitni buri khayalat man me aa rahi thi sab mit gayi aur us aadmi ne us bacche ko dil se gale laga liya aur phut-phut kar rone laga.
A boy motivational short story
Conclusion
"Kabhi-kabhi apne jeevan me chote bacche ka bhi important role hota hai, jo aapki jeevan ko aage le jaane me help karti hai."

![]() |
| A boy |

1 Comments
I am impressed this story
ReplyDelete